“Mohammad SAW” Naam Ki Hifazat
Hazrat Abdul’Rahman Bin Abi Laila Kehte Hai Hazrat Umar Radiallahu Anhu Ke Samne Eak “Mohammad” Naami Shaks Ko Dusre Ne Bura Bhala Kaha Aap Ne Bula Kar Farmaya Tumhari Waje Se Ism (Name) “Mohammad” Ko Gaali Di Ja Rahi Hai.
“Allah Ki Qasam Jab Tak May Zindah Hoon Kisi Ko Ye Naam Nahi Rakhne Dunga”
Aap Ne Isi Waqt Is Ka Naam Abdul’Rahman Rakh Diya, Phir Banu Talha Ko Paygham Bheja Jin Logao Ke Ye Naam Hai – Wo Tamam Ke Tamam Badal Do – Ittefaq Se Wo Sath Aadmi The In Ke Sar Barah Ka Naam Mohammad Tha, Mohammad Bin Talha Hazir Hue Aur Arz Kiya.
Ameer Al’Momineen “ALLAH” Ki Qasam Mera Naam Mohammad Khud Rasool’Allah Ne Rakha Tha, Is Per Hazrat Umar Radiallahu Anhu Ne Farmaya – Jao Jab Huzoor Sallallahu’Alaihi’Wa’Salla
(Mustand Ahmad Jild 5, Safa 250, Malumaat-e-Sahaba 101)
0 comments: